how to trade in share market / share market me trading kaise kare
introducing
hello dosto aap agar is page pe aaye ho is kaa matlab hai ki aap share market me se kuch munafa kama naa chahte ho kyun ki ahr ek insan chahta hai ki uski ek extra income kaa jariya hona chahiye lekin share market me trading karna itna aashan bhi to nahi hota agar aap naye hai share market me aur aate hi aap share market ghush jaoge to aapko bohat bada nukshan ho sakta he kyun ki har kisi ko iska knowledge nahi hota is liye me aaj aapko bataunga ki ek basic knowledg ke sath aap kaise share market me trading kar sakte ho
share market me trade karne karne ke liye kis kis chiz kaa jarurat hai- sabse pehle aapko share market me trade karne ke liye aapko ek Demat account ki jarurat padegi jis kaa link aapko niche milega
Groww App Download Link
Upstox App Download Link
Angle one App Download Link
Zeerodha App Download Link
Demat Account Hota kya hai- Demat account ki baat karun to sidha saa matlab hai ki jaise aap apne paise ko bank account me rakhte ho thik baisa hi demat account me aap apne share ko rakho ge kyun ki ye bhi aapkaa paisa hi hai
Account open karne ke liye kis chiz kaa jarurat hai- account open karne ke liye jada kuch jarurat nahi hota
- ek Origina Pan Card
- Aur Ek Aadhar Card
- Bank Account
- bas ye do chijo se aapka demat account open hota hai aur 24 ghante ke undar account verify bhi ho jata hai
Demat Account Open Karne kaa VideoVideo credit By Groww YouTube channel
Kaise share ko kharide beche
Groww App Download Link
Upstox App Download Link
Angle one App Download Link
Zeerodha App Download Link
- aapko har ek demat account me search kaa option hota hai baha pe aapko jo bhi share chahiye matlab ki aap jo bhi share kharidnaa chahte hai us share kaa naam likhiye jaise ki
- relience, tata power, infosys, bank of baroda HDFC Bank, Kotak bank, SBI, TCS,NTPC, Tata Motors, Indusland Bank, Maruti Suzuki, hindustan Unilever, dabar,
0 Comments